Saturday 2 April 2022

Heer Raanjhana Guitar Chords | Bachchhan Paandey

 

Heer Raanjhana Guitar Chords

In this post, you will find Heer Raanjhana Guitar Chords. Heer Raanjhana which is a song from the movie Bachchhan Paandey. The song is composed by Amaal Mallik and has been sung by Arijit Singh. 

Heer Raanjhana Guitar Chords

Song: Heer Raanjhana

Movie: Bachchhan Paandey

Lyricists:  Kumar

Music Director: Amaal Mallik

Singer: Arijit Singh & Shreya Ghoshal

 

Strumming Pattern:  D....UDD...UDD (D – Down, U – Up)

 

If you liked these chords, kindly press +1 button (displayed as G+1) below the chords and let me have your feedback in the comments. Thanks :)

 

(C) Lakh vaari haath chhodd de

(Am) Lakh vaari dil ye todd de

(G) Chhodd ke mai tujhey na

(C) Jaunga Kahin

 

(C) Hakk tujhey hai ye ishq mein

(Am) Mujhsey nazar chaahe mod le

(G) Meri aankhon ko toh ye

(C) Hakk mila nahin

 

Ek (G) tu hi to hai

Tere (Dm)jaisa yahaan

Baaki (F)sara jahaan kham(G)kha

 

Hai matlab (C)teri yaari se

Kya lena (Am)duniyadaari se

Tu ban meri (F)heer

Main banu (G)tera raan(C)jhana

 

Hai matlab (C)teri yaari se

Kya lena (Am)duniyadaari se

Tu ban meri (F)heer

Main banu (G)tera raan(C)jhana

 

(C) Tera gussa teri mohabbat

(Am) Donon hai mere

(F) Dil bhi kya hai jaan bhi de du

(G) Kehne pe tere

 

(C) Tere bina hai sab kuchh lekin

(Am) Tu joh mile

(F) Duniya kya hai rabb se bhi mai

(G) Rakhun faasle

 

Dhadka(G)non ka safar

tere (Dm)bin ho agar

Toh ye (F)jeena hai kis kaam (G)kaa

 

Hai matlab (C)teri yaari se

Kya lena (Am)duniyadaari se

Tu ban meri (F)heer

Main banu (G)tera raan(C)jhana

 

Hai matlab (C)teri yaari se

Kya lena (Am)duniyadaari se

Tu ban meri (F)heer

Main banu (G)tera raan(C)jhana

 

Mere (C)Hathon Se Nikalke Tu,

Lakeeron (Am)Mein Bhi Aa (G)Jana,

 

Ye Zid Hai (C)Pagal Se Dil Ki,

Ise Bas (Am)Tujhko Hai (G)Pana,

 

Ibadat (C)Kar Baitha Teri,

Khuda Bhi (Am)Tujhko Hai (G)Mana,

 

Meharban (C)Ho Jaye Agar Tu,

Karunga (Am)Tera Shuk(G)rana,

 

Likh Diya (Dm)Hai Dhadkano (G)Pe,

Lafz Bas (F)Tere Nam (C)Ka,

 

Hai matlab (C)teri yaari se

Kya lena (Am)duniyadaari se

Tu ban meri (F)heer

Main banu (G)tera raan(C)jhana

 

Hai matlab (C)teri yaari se

Kya lena (Am)duniyadaari se

Tu ban meri (F)heer

Main banu (G)tera raan(C)jhana

 

Tu ban meri (F)heer

Main banu (G)tera raan(C)jhana